Saturday, September 09, 2006

Humsafar..

I dunno why but this poem started descending on me last night. It is not complete and it may never be.

Chaha tha bas ik humsafar
socha tha na par ye magar
Woh jab zindagi main aayega
kuch lamhe aise sath layega
jin ke sath jude honge
woh din jin ki shaam nahi hai
raaten jin main chaand nahi hai


in aadhi adoori raton main
in uljhi uljhi baton main
Kaise koi ji sakta hai?
Zahar kiya .................

1 comment:

Jyoti said...

Zahar kiya...

jindagi mein aisa ghula ki
simat ke reh gaye
bahon mein un yadon ki
Bhooli bisari hi sahi
par azeez hai wo palon ki
khushabu..un guzre hue baharon ki..

ab poori ho gayi apki kavita..adhura sa acha nahi laga raha tha to socha ki lau hum hi poora karde