Wednesday, August 30, 2006

Barbaadi...

Apni wajah-e-barbaadi suniye to maze ki hai
Zindagi se yu khele jaise doosre ki hai !!!
- Javed Akhtar

Friday, August 25, 2006

Every Morning...

Every Morning in Africa a deer wakes up.It Knows it must run faster than the fastest lion or it will be killed.
Every morning a lion wakes up.It knows it must run faster than the slowest deer or it will starve to death.
It Doesn't matter if you are a lion or deer, when the Sun comes up you'd better be running.

Read in an MBA forum. good Stuff.

Thursday, August 24, 2006

This is THE END...

This is the End of Innocence .....
- Don Henley

Tuesday, August 22, 2006

Jab kabhi bhi kisi se ...

Ustaad Nida Fazli used the most simple words to say the most complicated issues of all times.

He suggests...

Jab kisi se kabhi gila rakhna
Saamne apne aayeena Rakhna !

Thats all.....

Friday, August 11, 2006

Javed Saab....



It seems like he knows what I am going through these days. I could not belive when I heard this song from Kabhi Alvida na Kehna. Each and every word in this song is worth a million dollars and mroe.

Mere man ye bata de tu
Kis aur chala hai tu ?
Kiya payaa nahi tu ne ?
Kiyd dhondh raha hai tu ?

Jo hai ankahi – jo hai ansuni
Who baat kiya hia bataa ?
Mitwaa kahen dhadkane tujh se kiya
Mitwaa ye khud se to na tu chupa !!

The pitures are from Jekyll Island, which is about 270 miles from Atlanta.

Wednesday, August 02, 2006

Main aur meri Aawargi !!

Phirte hain kab se dar badar ab is nagar ab us nagar
Ek doosre ke hum safar main aur meri aawargi
Naa-ashna har reh-guzar naa-meherban har ek nazar
Jayen to ab jayen kidhar main aur meri aawargi ?

Hum bhi kabhi aabad the aise kahan barbaaad the ?
be-fikr the aazad the masroor the dilshaad the
woh chaal aisi chal gaya - hum bujh gaye dil jal gaya
nikle jalaa ke apna ghar main aur meri awwargi !

jeena bahut assan tha jo ek shaks ka ehsaan tha
hum ko bhi ek armaan tha jo khwaab ka samaan tha
ab khwaab hain na jaarzoo, armaan hain na justaju
yun bhi chalo khush hain magar main aur meri awwargi!
----- Javed Akhtar ( Tarkash)