Sulagti yadon ke is dariya ko Utar Jaane do
Aaj ka din yunhi, bas yun hi guzar jaane do!
Kaun aaya hai yahan? Kaun aataa hai yahan?
Makaan-e- Dil ki har Deewar ko gir Jaane do.
Aaj ka din yunhi, bas yun hi Guzar Jaane do!
(C) Shahdi Sayed, September 1, 2008