Hum bhi Kabhi Aabad the
Aise Kahan Barbaad the?
Be-Fikr the Azaad the
Masroor the Dil-Shaad the
Who Chaal Aisi Chal Gyaa
Hum Bujh Gaye Dil Jal Gaya
Nikle Jalaa ke Apna Ghar
Main aur Meri Awaargi….
Phirte hain kab se dar badar
Ab Is Nagar, Ab US Nagar
Ek Doosre ke Humsfar …
Main aur Meri Awaargi….
(Javed Akhtar - Tarkash)
Aise Kahan Barbaad the?
Be-Fikr the Azaad the
Masroor the Dil-Shaad the
Who Chaal Aisi Chal Gyaa
Hum Bujh Gaye Dil Jal Gaya
Nikle Jalaa ke Apna Ghar
Main aur Meri Awaargi….
Phirte hain kab se dar badar
Ab Is Nagar, Ab US Nagar
Ek Doosre ke Humsfar …
Main aur Meri Awaargi….
(Javed Akhtar - Tarkash)
2 comments:
inhe asal maanr pata se hain zindagi ke...aur badi saadagi se bayaan karte hain...! bahut accha lagta hai sayed saab..jab aap aisi nazmen pesh-e-aam rakhte hain..!
Anirudh: Aye kash ke koi ye bhi sochta ke aisa karne main hum pe kiya guzarti hai!! Khair....
:)Thanks Ani.....I enjoy these too. IF I had to live in an island with a few books then this would be a part of it...
Post a Comment