Ye Hosla Kaise Jhuke ?
Ye arzoo kaise Ruke ?
Manzil Mushkil to kiya
Dhundla Sahil to kiya
Tanha ye Dil to kiya ?
Rah pe katen bikhre agar
Us pe to phir bhi chalna hi hai
Shaam chupale suraj magar
Raat ko ek din dhalna hi hai
Rut ye tal jayegi ...
Himmat rang layegi ...
Subah phir aayegi ...
Ye Hosla kaise jhuke
Ye arzoo kasie ruke?
(Mir Ali Husain in Nagesh's Dor)
Ye arzoo kaise Ruke ?
Manzil Mushkil to kiya
Dhundla Sahil to kiya
Tanha ye Dil to kiya ?
Rah pe katen bikhre agar
Us pe to phir bhi chalna hi hai
Shaam chupale suraj magar
Raat ko ek din dhalna hi hai
Rut ye tal jayegi ...
Himmat rang layegi ...
Subah phir aayegi ...
Ye Hosla kaise jhuke
Ye arzoo kasie ruke?
(Mir Ali Husain in Nagesh's Dor)
2 comments:
:)
Happy New year..
bhagwan kare koi hosla na jhuke aur sari arzoo poori ho aapki ..
Thanks Faith-
Koshish karoongaa ke Hosla na jhuke...baki upar wale ki marzi.
Aur arzoo ek adh bhi poori ho jaye na tab bhi khush rahenge !!
Post a Comment