Woh Humsafar tha magar us se Hum - Nawayi na thi
Ke Dhoop Chaoon ka Alam raha Judai na Thi....
Adawaten thi, Taghaful tha, Ranjishen thin magar...
Bichadne Wale main sabhi kcuh tha Be-Wafayi na thi
Bichadte Waqt Un Aankhon main thi Hamari Ghazal
Ghazal bhi woh jo kisi ko abhi Sunayi na thi...
(Poet: Naseer Turabi, Sung by Aabida Parveen)

4 comments:
amazing words !!
Yeah sure Anu...you must hear her - she mesmerizes. It is available at mp3hungama.com!
Thanks
bhai maardaala... sacchi mein maar daala saab ..
bahut khoobsurat
Haha....Ye Ustaad log bhi kamal karte hain! Try to lsiten to Aabida Prveen singing this...she takes it to a different level with some other sher..
Ye gahazal mera aaj kal national anthem hai..
Post a Comment