Tuesday, September 15, 2015

Bakri Eid and Ban Ban...


I found Mirza lost in the neighborhood goat market on the eve of the bakri eid. He was absorbing the ever changing dynamics between buyers, sellers and the goats.
He came towards me with puzzled looks
"Ek baat samajah nahi aati"
" Yaar Ye Muslmaan Jab Koi Bakri Dekhta Hai - Khaa Jaane wali Nigha Se Hi Kiyoon Dekhta Hai? Phir Chahe Bakri Apni Ho Ya Parayi"
"Shhhhh Marwaoge? Dheere Bolo"
"Kab Se dekh Raha hoon. Musalmaano Ne Jab Bhi Kisi Bakri Ko Dekha Phaad Kar Khaa Jaane Wali Nigha Se Hi Dekha. Ek Hum Hain ke Nighaon main hi atak jaate hain"
"Isi liye Tumahri Qurabni Kamyab nahi hoti. There are standards for buying goats for Qurabni......unko bakri main Salli boti, Qeema, Paya, Roghan Ghost dikhta hoga"
"Yaar........suno to.."
PS: Since India is in the middle of banning things, places, books, words, films and other good stuff, I have decided to BAN the remaining part of this conversation.
Everybody deserves a power trip!!
Peace. LOL

No comments: